Gham E Aashiqui Tera Shukriya Full Ghazal In Urdu

 Gham e Aashiqui Tera Shukriya


Gham e aashiqui


مجھے یاد ہے کبھی ایک تھے مگر آج ھیں ھم جُدا جُدا

وہ جُدا ھوئے تو سنور گئے - ھم جُدا ہوئے تو بِکھر گئے


کبھی رُک گئے کبھی چل دیئے کبھی چَلتے چَلتے بھٹک گئے

یوں ہی عمر ساری گُزار دی یوں ہی زندگی کے ستم سہے


کبھی نیند میں کبھی ہوش میں تو جہاں مِلا تجھے دیکھ کر

نا نظر ملی نہ زبان ہلی یونہی سر جُھکا کے گزر گئے


کبھی زُلف پر کبھی چشم پر کبھی تیرے حسین وجود پر

جو پسند تھے میری کتاب میں وہ شعر سارے بکھر گئے


کبھی عرش پر کبھی فرش پر کبھی ان کے در کبھی دربدر

غمِ عاشقی تیرا شکریہ ہم کہاں کہاں سے گُزر گئے


Full Ghazal In Urdu


Mujhe yaad hay Kabhi aik they Magar aaj Hain Ham judaa judaa

Wo judaa hue To sanvar Gaye Ham judaa hue To bikhar Gaye


Kabhi ruk gaye kabhi chal diye Kabhi chalty chalty bhatak gaye

Yunhi Umar sari ghuzar di yunhi zindagi k sitam sahy


Kabhi nind Mein Kabhi hosh Mein Tu Jahan Mila tujhe dekh Kar

Na najar Mili na zuban hili


Yunhi sar jhuka ke gujar Gaye Kabhi zulf per Kabhi chashm Kabhi Tere haseen vajuud per 

Jo Pasand the Meri kitab Mein wo Sher sare bikhar Gaye


Mujhe yaad Hai Kabhi aik the Magar aaj Ham Hain judaa Juda

Vah judaa hue to sawar Gaye Ham judaa hue To bikhar Gaye


Kabhi arsh per Kabhi farsh per Kabhi unke dar Kabhi dar badar

Gham E Aashiqui Tera Shukriya Ham Kahan kahan se gujar Gaye


Read More...


  • Tahzeeb Hafi


  • Sagar Poetry


  • Saghar Siddiqui


  • Munir Niazi


  • Parveen Shakir


  • Amjad Islam Amjad


  • Allama Iqbal


  • Khalil Ur Rehman Qamar


  • Mir Taqi Mir


  • Mirza Ghalib

  • Ahmad Faraz

  • Mohsin Naqvi


  • Sad Poetry

  • Urdu Ghazal

  • Urdu Poetry

  • Love Poetry